InBlog Logo

Pal

DATE : 2019-01-23 02:25:30
Kya khub hai humara yun mil Jana,
Muskurate Palon ka jharokhon me simat ana....
Rahen khilkhilate pal ye humare, palkon me beete lamhon ko sajana....
Hai yaaron ki yaari ka yehi thikana, kabhi ruthna to kabhi manana aur phir yunhi khikhila Jana...
Rahe har pal jawan ye nayab rishta humara...
Milkar phir bichadna na yehi baat hai dohrana...

Gunj- ek gujarish

Writer : Deepa Rani

Hello